MERA UPSC KA PAPER KAISA GAYA ..?😍 | UPSC Preparation Start Karne Se Pahle Dekh Lo 🤯 | #upsc UPSC paper 2026 Upsc prelims review Upsc preparation kaise start kare Upsc motivational video Upsc syllabus Upsc kya hai IAS kaise bane #upscpreparation #upsc #ias #iasexam #prelims2026 #upscaspirants #motivation #viral #studymotivation
ADVERTISEMENT
UPSC❌ Youtuber ✅
Pehli baat bhaiya abhi aspirants nahi rahe abhi ye youtuber ban chuke hain toh mein sabhi ko ek hi baat bolunga kii apne preparation mein focus Karo guys ye bhaiya ka agar upsc nahi bhi hoga toh youtube se career set hain par hamara kiya hoga .... Humhe toh padhai karna hii padega job lena hii padega so.. be focused guys ❤❤
हमको आपका वीडियो देखकर बहुत अच्छा लगता हैं ❤❤❤❤❤❤❤❤ आप जो भी बोलते है वो एकदम 100% सही बोलते है ❤❤❤❤❤
14:23 bhai tu jaan bhi laga diya....18-18 hrs padha ....tu preparation bhi 4 yrs se kar rha and the reality is you couldn't even read 100 questions .... attempt karna aur usko correct karna to door ki baat........ serious upsc aspirants plz beware of such people on social media.....he does not have any credibility....you know nothing about his UPSC marksheet n all.....plz follow some credible UPSC aspirants channel if you really want to know something concrete about upsc preparation.
Hey maa durga or bhaiya bajrangbali aman bhai ka es bar sapna sach UPSC clear kar dena 😊😊
2 years ke bad jab iska sara attempt khatam ho jayega to youtube pe fake teacher banega aur course bech kar garibi dikhakar, garib baccho ko wahi course bechega 😅😅😅
Pta chal gyi iss ki sacchai bhaiyo ye sirf ek vlogger hai upsc se iska dur dur tak koi nata nhi 😂😂😂😂
Yese hi motivation dete raho 🫂🌎🫶
Bhaiya apka pakka ho jayega pura bisvash hai ❤❤❤❤️🙏🙏🙏🙏🙏
Ye process hi aisa hai.....isse 3 saal baad miloge fir ye bolega is baar seriously attempt dena hai.... he's living in delusion.
Bhai kabhi questions ke bare mein bhi baat kar le , kis topic se aaya , iss baar ki UPSC ke kya Naya kiya jo expected nhi tha , apna jivni sunane se achaa hoga ki education related UPSC ke liye guide karo agar kr sakte ho ,jo ki tm nhi kr sakte ho kyunki tumko khud guide ki jarurat hai YouTube se Paisa kamane ke liye UPSC ka dhog kar rahe ho bechare Masoom logon Ko jinko kuchh nahin pata hai unko murkh bana rahe ho ....topic aur questions discuss kar 😂
Koi na bhaiya aapki mehnat rang jarur layegi ho jayega pre fight
Congratulations 🎉 bhaiya aapke confidence ke hisab se aapka pepar bahut achcha Gaya matlab aapka selection abaki bar pakka hai❤
Koi baat nahi bhai .... Ho jayega aapka ❤😊 aap kar loge.....😊
0:35 talk krta huu ❌ discuss ✅
Radha rani sabke sapne ko pura kare❤
Bhaiya apne dil khush kar diya 😢
Same as A bihar Si exam unexpected 😊😊
77 question sahi the, aur 82 cutoff gayi.... Koi logic hai iss baat kaa, bhai dekho kamiyaa nhi nikal raha, bus reality bta Raha , hamare desh ka durbhagya hai........yaa toh utube ko income source banao yaa toh sabkuchh chhhodd kar taiyari karo, aur jo tum ssc gd nikalkar motivation arjit kar rahe ho, so I think from this attempt u would be realising that how dynamic is upsc, it doesn't prefer laborious guy ......it needs smart centric........Aaj jo yeh amit khilor chillata hai , on some topic he is correct in exposing corruption but in some case he used to target intentionally just reflecting his vague preparation, lose......
Y to byaya nhi kitne number aay h